kisi bhi desh k nirman mai uski sanskriti ki aham bhoomika hoti hai. Sanskriti us desh ki aatma hoti hai. Hindutva humari matri bhoomi ki sanskriti hai. uske nirman mai is desh k Yuva ko aapne anubhavi varg(oldage) se seekh lete hue desh ko aage badana chahiye.
Sangh ka yogdan kuch aisa hi hai. sare samaj ko jodkar rashtra-bhav ka sanjokar rashtra k sahi arth ko bata kar sangh deshbhakto ka nirman kar rashtra k nirman mai ahem bhoomika ada karta hai....
aap sabhi se mera anurodh hai ki sangh ki karye padhiti ko samjhkar sangh se acha lekar aur anye logo ko kuch acha de kar rasthra nirman mai yogdan kare...
3 comments:
aap sab se nivedan hai kripaya aapna aapna vichar likhe.
Yes one orgainaztion is required
kisi bhi desh k nirman mai uski sanskriti ki aham bhoomika hoti hai. Sanskriti us desh ki aatma hoti hai.
Hindutva humari matri bhoomi ki sanskriti hai. uske nirman mai is desh k Yuva ko aapne anubhavi varg(oldage) se seekh lete hue desh ko aage badana chahiye.

Post a Comment